Kahin to,
(somewhere…)
kahin to,
(somewhere…)
hogi woh
(it must be…)
duniya, jahaan tu mere saath hai
(the world, where you’ll be with me…)
jahaan main, jahaan tu,
(where me, and where you…)
aur jahaan
(… and where…)
bas tere mere jazbaat hain
(… only the feelings of our love reign supreme…)
hogi jahaan subah teri
(where my morning will have a sunrise…)
palkon ki kirnon mein
(… with the rays from your eyes on me…)
lori jahaan chaand ki
(and lullabies of the moon…)
sune teri baahon mein…
(…I’ll get to hear in your arms…)
jaane na kahan woh duniya hai
(dunno where that world lies…)
jaane na woh hai bhi ya nahin
(dunno if it even exists or not…)
jahaan meri zindagi mujhse
(where my life wouldn’t be…)
itni khafa nahin…
(…so upset with me myself…)
jaane na kahan woh duniya hai
jaane na woh hai bhi ya nahin
jahaan meri zindagi mujhse
itni khafa nahin…
Saansein kho gayi hai kiski aahon mein…
(the breaths are lost waiting for someone…)
main kho gayi hoon jaane kiski baahon mein…
(dunno whose embrace has got me all lost in dreams…)
manzilon se raahein dhoondti chali….
(that now I am in search of ways from my destinations…)
aur kho gayi hai manzil kahin raahon mein
(while the destination itself seems to be lost in the tracks)
kahin to, kahin to…
(somewhere.. omewhere…)
hai nasha teri meri har mulaqat mein
(our meetings get us into a high of love…)
hothon se, hothon ko
(with the lips, with our lips…)
choomte… rehte hain hum har baat pe
(we kiss each other through the words we exchange…)
kehti hai fiza jahaan
(the wind tells me about…)
tere zameen-asmaan
(… an earth and a sky…)
jahaan hai tu meri hassi
(where you become my laughter…)
meri khushi meri jaan…
(… and my happiness and my life…)
jaane na kahaan woh duniya hai
jaane na woh bhi ya nahin
jahaan meri zindagi mujh se
itni khafa nahin…
jaane na kahaan woh duniya hai
jaane na woh bhi ya nahin
jahaan meri zindagi mujh se
itni khafa nahin…
quinta-feira, 20 de novembro de 2008
Assinar:
Postar comentários (Atom)
Que lindo Dani/Deva... vieram lágrimas aos meus olhos revendo este clip. Morei um ano na região de Délhi e voltei em novembro passado. Continuo apaixonada pela Índia, sua rica cultura e seus contrastes. Adorei seu blog que achei na comu Apaixonados pela India da qual tmb faço parte. Certamente virei mais vezes por aqui. Beijo grande. Namastê!
ResponderExcluirNana ;o)